Aadhar Card ka New Password Kya hai kaise pata kare
octomber 2017 se pahele aap adhar card download karte the to aapko area pin ( pin code ) dalna padta tha but ab uidai ne security ko badhane ke liye new pass add kar diya hai wo new pass word aap kis tarh add karke apana addhar card open kar sakte hai is post me niche diya hai
Aadhar card new password
dosto ab aapko aadhar card ko open karne ke liye Apana name ke 4 latter and apana date of birth year dena hoga password me .
kaise add karna hai niche examples hai aap dekh sakte hai
Examples ..
- Agar kisi ka name SURESH kumar hai or uska date of birth year 1990 hai to uska password hoga SURE1990
- Agar kisi ka name Sai Kumar hai or uska date of birth year 1990 hai to uska password hoga SAIK1990
- Agar kisi ka name P.KUMAR hai or uska date of birth year 1990 hai to uska password hoga P.KU1990
- Agar kisi ka name RIA hai Or uska date of birth year 1990 hai to uska password hoga RIA1990
note :- name ke latter capital me add karne hai password me
dosto YAha par hamne aapko bataya ki aadhar card ka new password kay hai
Dosto Aapko Hamara post kaisa laga Hame Coment karke Jarur bataye Or Ha Agar aapko aadhar card related Koi Bhi Problem Hai to Hame Comment me Jarur Bataye Hum Solve Karne ki Puri koshis karenge
Thank You !
Thank You !
No comments:
Post a Comment