Aadhar Card Status Kaise check Kare - Top 3 Tarike


Aadhar card status check karne ke Top 3 tarike 

Check_Addhar_card_Status


adhar card status check karne ke liye ham yaha par uidai ki official website par jakar karenge . aadhaar card status check karne ke bare me yaha par complete guide dene ki koshish karunga

1. new aadhar card status 

aadhaar card banwane ke bad uska status dekhna bahut jaruri hai . aadhar card kab banega , kyu nahi bana , kyu nahi banta in sub banto ko janne ke liye hame hame my aadhar status dekhna padta hai . hame apne aadhar card check online kar sakte hai jiski detail janne ke liye is topic ko pura read kare

aadhar card status check online

adhar card status check karne ke liye in steps ko follow kare aur aadhar card ki enquiry kare uske status ko janne ke liye
  • sabse pahle Yaha par Click Kare 
  • uidai ki check aadhaar status vali website open hone ke bad apna data fill kare
  • Enrollment ID : aadhar card ki slip jise enrollment reciept kahte hai par likhe 14 digit ke enrollment number isme enter kare
  • Date & time : yaha par enrollment reciept par diya huaa date aur time fill kare
  • Enter security code : yaha par diye capatcha enter kare
  • ab check status par click kare aapka aadhar card status bata dega ki aadhar card kis vajah se nahi bana , kab banega etc.


2. aadhar card status by name

  • sabse pahle yaha par Click kare 
  • ab apni detail fill kare
  • Full Name : apna name bhare
  • Email :  apni email id bhare
  • Mobile : mobile number bhare
  • Enter security code : image me diya huaa capatcha enter kare
  • Sent otp  par click kare .  ab aapke register mobile number par one time password yani otp aayega us otp ko enter kare
  • Verify otp par click kare
  • Ab aapke enrollment number ya aadhaar number aapke register mobile number par msg me aa jayenge

3. aadhar card update status

hamne uper new aadhar card status ke bare me jana hai ab ham yaha par aadhaar update status check karne ke bare me janenge. ham online aadhaar car me kuch correction karte hai uska status online dekh sakte hai . adhaar card update status check karne ke liye niche duye steps ko follow kare
  • Sabse pahle yaha Par Click kare 
  • ab sari detail fill kare aur status dekhe
  • Aadhaar no. : jis aadhaar card me update karvaya hai us aadhaar ka 12 digit ka uid number enter kare
  • URN : aadhaar card update karne par jo reciept milti hai us par urn likhe huye hote hai use enter kare
  • SRN : ye no .  bhi reciept par hote hai vo isme enter kare
  • Text verification : yaha par image me diya hua capatcha enter kare
  • Get aadhar staus par click kare
ab aapko aadhar card update status mil jayega

Dosto Aap Is tarh se Aadhar card Status Online check Kar sakte Hai 

Aapko Post kaisa laga hame Comment karke Jarur bataye 

Post a Comment