Aadhar Card bank se link hai Ya Nahi Ghar Baithe Jane



Hello Dosto aaj ki is post me hum aapko batayenge ki aap ghar baithe kaise  jane aapka adhar card bank se link hai nahi Dosto goverment ne sabhi jagah par aadhar card ko velid kar diya hai ab hume koi bhi chota sa kam kyu na ho hame aadhar card dena  farjiyat ho gya hai 

Aadharcard_bank_link_status

aadhar ek unic identy hai hame koi bhi document ka kam hota ha to aadhar card hamse pahele mangte hai 

ab aap bank me account open karne jao ya for dusra koi bhi goverment work ya koi bhi dusre kam se jate ho to aadhar card aap se pahele mangte hai 

is liye aaj ki is post me hum aapko batayenge ki aap ghar baithe kaise chack kare ki aapka aadhar card  bank account se link hai ya nhi

hum aapko 2 tarike bataynge jis se aap  Aapka aadhar card bank se link hai ya nahi jan sakenge 

Aadhar Card Bank Se Link Hai Ya Nahi

  1. SAbse pahele aadhar ki website open kare 
  2. fir aadhar service me check Aadhar & bank account linking status par click kare
  3. bad me ek new window open hoga
  4. us main first me addhar number dale or secound me security code dale or send OTP par click kare 
  5. ab aapke mobile me OTP aaya hoga wo Side me Enter OTP name ke box me dale  or niche green colour ka Login button hoga us par click kare

  • ab aapko ek msg show hoga jis megreen colour ka right icon hoga or apkebank ki details hogi jaise ki apka aadhar link huaa uski date or activate hai ya nahi wo show hoga or konsa bank ka account linked hai wo bank ka name 
  • Dosto aap is tarah se online aapka aadhar card banks se link hai ya nahi jan sakte hai 
  • Dosto Agar Aapko Aadhar Card se related Koi bhi problem Hai To hame Coment me Jarur bataye Ham Aapki Help karne ki puri koshis karenge 
Thank you !

Post a Comment